“halankeh quran mein saaf saaf hai ke fa-bi-hda-hum-uqtada yani tamam peghambaron mein tumhare liye guidance hai, saaf saaf fa-bi-hda-hum-uqtada to yeh hamare imaan ka juz hai ke har peghambar ki zindagi mein rehnumai hai.”
“maulana sharq hussain ne deli se likha hai: "quran ki ayat wa qaza likha muka na li yusuf fi al-uzr mein hazrat yusuf ko ba ikhtiyar banaye jaane se kya murad hai?"”
“yahan mukna hamare political power nahi ho sakte kyunke khud quran hi mein hai ke makan na liya khuda khwah fi deen mulk ke hazrat yusuf ki maujoodgi ke bawajood deen mulk jo hai, doosre ka tha yani laf land doosre ka tha, hazrat yusuf ka nahi tha.”