Maulana Wahiduddin Khan
All references

Age of Consumerism January 6, 2013

14 references in this lecture
Download
Mishkat Al-Masabih, Hadith No. 741
“suniye. an abi imamah qala: "in hibrun min al-yahud saal al-nabi sallallahu alayhi wa sallam: ayy al-baqa' khayr?" fasakata anhu wa qala: "askut hatta yajee jabril."”
Sahih Muslim, Hadith No. 671
Hadith about best and worst places
“A man asked the Prophet about the best and worst places.”
Sirat Ibn Hisham, Vol. 1, p. 271
“to quran mein aswaaq ka lafz aaya hai: "ma lihada ar rasool yaakul at ta'aama wa yamshi fil aswaaq"”
Quran 17:26 · Al-Isra
“woh hai quran mein ek aayat hai ke: "wa la tubazzir tabzeeran innal mubazzireena kaano ikhwaan ash shayateen wa kaana ash shaytaanu li rabbi kafoodra".”
Musnad Ahmad, Hadith No. 7504
“to hadith mein aata hai ke "man lam yashkur al-nas lam yashkur Allah". jo aadmi insaan ko acknowledge nahi karega, woh Allah ki bhi acknowledge nahi karega.”
Shu'ab Al-Iman by Al-Bayhaqi, Hadith No. 1908
“bataur to kahenge "alhamdulillah" karenge, "subhanallah" karenge, lekin woh kahin lip service hota hai. woh is ki koi haqeeqat nahi hoti. hatta ke jo masjidain hain, bator bhari hoti hain, lekin woh in ke misdaq, in ke bare mein hadithon mein aaya hai ke baad ke zamanay mein aisa hoga ke "masajid ma'amra wa hi kharab min al-huda" ke un ki masjidain bhari hui hongi, lekin woh hidayat se khali hongi.”
Musnad Ahmad, Hadith No. 4928
“hadees mein aata hai ke momin ke bare mein "yunaji rabbah" "yunaji rabbah" ke iski "yunaji" ke maani hote hain whisper, sargoshi.”
Tafsir Al-Qurtubi, Vol. 6, p. 134
“Ek hadith hai ke ek hadith hai ke "man kan lahu bait yaskunhu wa khadim yakhdimuhu wa jilf al khubz wal ma' fakanama huwa dunya bi hadha fi".”
Sahih Muslim, Hadith No. 9
“maulana, agla sawal Delhi se hai, Shah Imran Hasan sahib ka. unhon ne aap se poocha hai: "hadith mein aaya hai ke kam paisay walay baray baray makan bananay lagen gay, is ka kya matlab hai?" hadith mein yeh lafz hai ke "ترل اورات الحفات تعول فی البنیان"”
Sirat Ibn Hisham, Vol 2, p. 656
“to unhon ne chadar uthai, aap ke chehre ko dekha aur kaha: "man kan ya Muhammad fa in Muhammad qadamat, wa man kan ya Abdullah fa in Allah hayyullah ya'amud." yeh nahi ke Muhammad ke sath aage peeche bohat se lafz lagayein, woh bas saada taur par kaha unhon ne: "man kan ya Abdullah Muhammad fa in Muhammad qadamat." wahan aate the log, ya Muhammad, yeh sab bolte the.”
Quran 84:13 · Al-Inshiqaq
“ek aayat yeh hai ke jahannami log jo hain, un ke bare mein woh aayat hai: "kaan fi ahli masroorah" ke apne family mein khoob khush rehte thay.”
Quran 52:26 · At-Tur
“aur jannat ke liye kya hai? "ana kina fi ahleena mashriqeen" mushrik maani khauf, dara hua ke jannat wale kahenge ke hum apne family mein, apne ghar mein khauf ban ke rehte thay, andesha naak ban ke rehte thay,”
Musannaf Ibn Abi Shaiba, Hadith No. 37333
“to wahan jahan taqwa ho. to ek hadith hai ke "al masajid buyoot al muttaqeen" masjidain al taqwa ka markaz hain.”
Sahih Al-Bukhari, Hadith No. 328
“kyun ke hadith mein aata hai ke "mere liye sari zameen masjid bana di gayi." Islam mein poori poori zameen hi masjid hai.”