“aur kaise hum log jab khare ho ke wahan distribute karte hain to ek hadith hai you take one step towards me. God is saying that you take one step towards me and I will take ten steps towards you.”
“wisdom mile ga. wisdom mile ga. aise hi dekhiye, Quran mein shuru ke zamane mein jo aayat utri hai sallallahu alaihi wasallam par ya ayyuhal muddassir kum fa anzir wa rabbaka fa kabbir wa sabika fa tahir is mein dawat ka hukum diya gaya hai.”
“aise hi dekhiye, Quran mein hai ke ya ayyuhal rasool balligh maunatan ilayka min rabbika wa illa tafawwal fa huwa balaghta risalatahu wallahu ya'simuka man nas is mein farmaya ke ae paighambar, dawat ka kaam karo.”
“in ayaton ka matlab bohat hi log mehdood liye hue hain. aise hi dekhiye, quran mein hai ke nahnu nazalna zikra wa inna lahu al hafezoon hum ne quran utara hai aur hum is ko mehfooz rakhne wale hain.”