“unhone balwasta andaaz mein woh wohi kaam kiya jis ko hadith mein taeed-ud-deen kaha gaya hai. taeed-ud-deen: "in allaha layu'ayyid-ud-deena bir-rajulil-fajir." maulana, agla sawal dilli se hai asrar ahmed sahab ka.”
“yeh bilkul baseless baaten hain. khud Quran se sabit hai ke mushrikeen lafz Allah boltay thay. "la man khalaq la yaqoon illa Allah" zaroor kahengay ke Allah ne mushrikeen ke baray mein aaya hai to khud Quran keh raha hai ke mushrikeen lafz Allah boltay thay.”
“woh aur jahan tak is ka talluq hai, is pe bar bar mein risale mein likh chuka hoon. is par yeh yeh jo hadith hai: "lekin ayat muna zahir o batin" to yeh bar bar likh chuka hoon.”
“molana, agla sawal dilli se hai muhammad ans sahib ka. unhon ne likha hai: "molana sahib, mein ne aik hadith parhi hai jo is tarah hai: hikmat momin ka khoya hua سرمایہ hai.”