“isi se yeh baat aayi ke islam mein, yani jo hadith mein aaya hai ke jo mein ne ek hadith sunai aap ko ke wo sari kharabiyan islam mein aa jayengi jo pichle ummaton mein thin, to wo kaise aayin?”
“text to intact rahega, kyun ke khuda ka wada hai naḥnu nazzalnā al-dhikra wa innā lahū laḥāfiẓūn khuda ka yeh wada hai ke ab aur mazhab nahin aane wala hai.”