“yeh ummat mein jo gumrahi aai, yeh ummat bhi hamari tarah pehle yani al Islam thay, al Eman thay. un mein nabee aate thay aur unke bare mein Quran mein aaya tha ke fazlana kamma ala al alameen yeh ummat ke bare mein aaya hai.”
“halanke dekhiye, Quran mein bohat hi clear ayat hai. yani agar aap Quran ko guide banate to kiya tha? bohat hi saaf saaf kai jagah aaya hai, maslan laisa bi amani kum wala amani ahlal kitabi man ya'mal su yujzabi.”
“Wad-d-samu ke jo para hai, satwan para, is mein aap padhiye. Is mein bhi qaul ka lafz hai fas abhum Allah bima qalu jannatun tajri min tahtihal anhar. Yani Allah ne unhein badal diya jannat ka in qaul ke badle.”
“Quran ki ek hi ayat mein sab kuch maujood hai. Wahan ke Quran ke is hisse mein jo maine arz kiya Wad-d-samu ma 'inda ar rasool tarhamu ma 'araf min al haqq.”
“Quran mein hai ke "Idha jaakum faasiq-un binaba'in, fatabayyano" jab koi buri khabar tum ko mile toh us ki tehqeeq karo, us ko pata karo, us ko study karo, poochh gachh kar us ki.”
“yeh sab khatam ho jana chahiye, sab khatam ho jana chahiye. hona chahiye kya? ke Quran ko aap criteria banayein. Rasool Allah ne farmaya tha aakhri waqt mein apni wafat se pehle tark tofeeq mustaqil yin”