“kal maine ek ek article likha hai Quran ki ek ayat ko le kar ke. woh ayat hai ke az yatalqqam wat talqqiyan an al yameen wa an al shimal qaid ma alffaz min qaul illa laday raqab aqeed”
“to quran mein jo hai ke yalamoon zaahir min al-hayat al-dunya ke zaahir hai jo dikhai deta hai jo abdulrab hai us us mein phanse rehte hain log aur doosri cheez jo soch kar janane wali hai to chunke aap ja kar koi istemal nahi karte to us se bekhabar rehte hain woh”
“quran mein hai dekhiye afraiyat min tkhdh ilh hawa yani apni khwahish ko us ne ilah bana liya goya ke apni khwahish ke muamle mein aadmi mushrik ban sakta hai to kaise bas khwahish ke peeche daud raha hai jo khwahish chahti hai wohi kar raha hai to us ne goya khwahish hi ko apna concern bana liya”
“to is ka hal sirf yeh hai ke aadmi hairaan sochta rahe kyunke ke quran mein hai ke illa al-lumam yani mus lumam ka matlab hai mus karna yani chho jana”
“maulana agla sawal hai umra abad se maulana fard ahmad sahab ka unhone likha hai deen mein aql ka istemal kiya ja sakta hai ya nahi kuch log ye kehte hain ke hazrat ali ne farmaya agar deen aql se hota to paon ke neeche ka masah hota upar ka nahi iske bare”
“aap surah al imran mein padhiye maslan inn fi khalqi samawati walardhi wakhtilafi al layli wan nahari la ayatil lil albab labin aql ye khuda ki takhleeq mein nishaniyan hain khuda ki takhleeq mein yani wo sab kuch hai jo allah taala ko matloob hai ke aap daryaft kare magar lub walon ke liye ahl al albab ke liye hai wo”
“mein aati hai quran mein hai ilayhi yasadu al kalimatu al tayyibu wal amalu al salihu yarfa u yani allah ki taraf uthta hai pak kalma pak kalma matlab achhi dua”
“ek shakhs ne poocha rasool allah sallallahu alaihi wasallam se ke mai oont ko bandh kar toakkal karu ya oont ko chhod kar toakkal karu aapne farmaya ke iqilaha fatawakkal pehle oont ko bandho phir toakkal karo to dua bilashuba bahut hi important hai lekin dua karne wala sincere hai ke nahi iski iski sincerity service hoti hai is baat se ke uske mawafeq amal kar raha hai ke nahi kar raha hai”
“maulana agla sawal dilli se maulana zakwan nadvi sahib ka hai unhon ne aap se do quran ki ayaton ko wazeh karne ke liye kaha hai pehli ayat chapter 2 of quran verse number 201 hai jis mein aya hai Our Lord grants us good in this world as well as good in the world hereafter.”
“second jo hai wo chapter 28 verse number 77 hai jis mein aya hai Seek the home of the hereafter by means of that which God has bestowed on you, and do not forget to take your portion in this world.”
“ye bohat aik ajib baat mujhe daryaft hui is mein kyunke dekhen quran mein hai ke wa atainakum min kulli ma saltamuh hum paida hote nahi aur duniya mein sab kuch peshgi taur par wo maujood hai”
Al-Maqasid al-Hasanah by Al-Sakhawi, Hadith no. 497
“yani dunya mein aisi zindagi guzar guzaaro jo akhirat tumhare kaam aaye yani wahi cheez hai yeh jo hadith mein in alfaz mein hai ad dunya madarratun lil akhirati isi hadith ki isi ayat ki tashreeh hai yeh ad dunya madarratun lil akhirati dunya akhirat ki kheti hai yani fasal yahan bona hai aur wo is ka is ka phal wahan paana hai”
“jaise misaal ke taur par aata hai islam ke zamane ke baaz waqiat ke ek sahabi ko maar peet rahe the kaho ke la ilah hai azza bhi ilah hai to ab woh masla is ka tha ke ya to kaho ya to marwao apne aap ko to”