“to hadith mein aata hai ke " khuz min hayat kalim watak, khuz min hayat kalim watak" yaani zindagi mein apne maut ke liye sabaq hasil karo kyunke maut ke baad to sabaq hai na.”
“phir dekhiye, hamare andar khuda ne rakh diya jisko quran mein hai: "fa alhama fujuraha wa taqwaha" yani hamare nature mein rakh diya khuda ne pehchan achhe ki, bure ki.”
“paighambar quran mein hai ke woh subhan arsalna rasulun li natra yani continuously hum ne paighambar bheje duniya ke har hisse mein batane ke liye, munzireen wa mubashireen yani warning dene ke liye.”