“aap sochiye ke yeh jo mein kapda pehni hui hoon, bill ka bana hua kapda. ab hamare jo baap, baba Adam the, Hazrat Adam, unhone patton ka kapda banakar pehna tha.”
“to ek hadith mere liye roshni bani thi. ek hadith hai ke: "man ja'ala al-hamm wa al-hamm muhammad waahid an hamm akhiratihi kafahu Allahu 'an humm al-dunya”
“Quran mein bhi hai: "wa layansurann Allahu may yansuruhu". yehi baat ke jo aadmi Allah ke kaam ke liye uthega, yani ye daawa mission jo hai, Allah ka kaam hai.”
“hadith mein aata hai ke makuntu koon qazali kyulwalaykum, jaise tum hoge waise tumhare ruler raho ge. Toh yeh log jo the Qaddafi waghera jo the, Khwaja Masood wale jo the, absolute sense le liya unhone.”
“ji, main ne khud bar bar aisa kiya hai, dua kiya aur Allah ta'ala ne iska woh bata diya. mujhe waise ek bhi ayat aaj subah jo hai, Allah Allah ta'ala ne dua mujhe daali, uska yeh matlab hai.”
“iske bare mein woh hadith maine sunai hai aap logon ko, woh uska woh hai ke kal mauluddu il yuladdu al fitrah, wa abahu yuhawwidanihi, aw yunasirrahi, aw yumajjisanihi”