“۔ tajke quran is baat ka aelan karta hai ke qayamat qareeb tar, ke qayamat bohat zyada qareeb hai, is se bhi zyada qareeb jitne ke hamari shahrak hai.”
“aur ek jagah: "wal bahar al masjoor". aur qasam hai jalaye hue samandar ki, sulghaye hue samandar ki. to Quran ke andar wazeh andaaz mein yeh cheez batai gayi hai aur woh hamare samne”
“woh kafi char panch safhon ka article hai. Is ke aakhri ka do paragraph mein aap ke samnay parh ke sunana chahunga, jis mein Maulana likhtay hain: "Paighambar-e-Islam ne saatvi sadi Esvi mein kaha tha ke meray aur Qayamat ke darmiyan sirf itna faasla hai jitna faasla insaan ki do ungliyon ke darmiyan hai."”