Quran 3:33 · Aal-Imran
“Ab is ke baad, jahan tak main samajhta hoon ke shayad qayamat hi aayegi. Isi tarah se spiritual journey ko lijiye, history of religion jis ko hum kehte hain, mazhab ki tareekh, is ko shuru kiya Adam ne, woh us ke beginner hain. Is ke baad Hazrat Nuh aaye, unhone insaan ko ek bohat bada, ab bohat bada tajurba karaya”