Musnad Ahmad, Hadith No. 24609 The Quran
“unhon ne padha, magar woh nahi padha kyunke quran utara gaya hai tadabbur ke liye, sochne ke liye. tadabbur ka matlab kya hai? ke is se aap daryaft karein ke quran Allah ki marzi mere bare mein kya hai? Allah mujh se kya chahta hai? yeh sab se bara farz hai har insaan ke upar, har insaan ke upar, sirf musalman ke upar nahi ke quran utara gaya sare insanon ke liye.”