“to Quran mein dekhiye, bataya gaya hai ke "وتلك الأيام نداوها بين الناس" . Yaani insaan ki jo woh hai, yeh yeh ayat aayi hai political power ke silsile mein.”
“aap jante hain ke America mein ek kitab chhapi hai, "The Hundred". is mein unhon ne sari history ke ek so aise log chune hain jo toppers the, different field ke.”
“yeh mamla yeh hai ke aap animal ban kar jeena chahte hain ya koi bara goal achieve karna chahte hain. aap to agar aap ko yani animal ki tarah rehna hai to Quran mein kaha gaya hai ke in logon ka mamla animal jaisa hai, haiwan jaisa hai.”
“toh farz al kifaya kaise rahega? farz ain rahega woh. kyunke jahan safar mein hadith quran majeed mein hai ke sab safar mein jo saathi hota hai, woh bhi aap ka parosi hai.”
“maulana, agla sawal dilli se hai. maulana zakwan nadvi ka. unhon ne likha hai: "maulana, kindly explain the verse number 7980 of chapter number three of quran, where it is mentioned: no one to whom god has given the scriptures and in whom he has bestowed wisdom and prophethood would say to man: worship me instead of god”
“yeh to quran majeed mein hazrat nooh ke baray mein hai ke hazrat nooh ne apni qom se kaha ke: "waddo suwa aur yaghuth aur nasr, yeh sab kuch ki parasti chhoro." to yeh yeh but kya thay?”
“۔ to kisi ko mila, kisi ko kam mila, kisi ko zyada mila. to ek sahabi ne kaha: "a kar ke wallah ma adalta, khuda ki qasam, aap ne adl nahi kiya." to very that that ideal society,”