“delhi mein ek mote ram sardar the, to woh quran ko parha karte the. to unhon ne kaha ke quran mein likha hua hai: "alhamdulillah rabbil aalameen", aur musalman ka apna rakha hai: "alhamdulillah rabbil musalmeen".”
“kya karein hum muslim empire ko le kar ke jahan markat ho rahi hai? zamane mein Rasool Allah (SAW) ne farmaya tha ke agar ek bar meri ummat mein talwar dakhil ho gayi to kabhi nikle gi nahin. woh qayamat tak”
“to mein Quran Majeed mein ek ayat hai: "wa qatuluhata la takuna fitnatun wa yaddeenulillahi". fitna na rahe, is daur ko lao, is daur ko lao jab ke fitna na rahe aur deen sab Allah ka ho jaye.”
“Mujh ko to dunya bakhsh se zyada aziz hai, lekin tere log mujhe rehne nahi dete. To log samajhte hain ke Makah ki fazilat ke tor par yeh hai. Nahi, aisa nahi hai.”