“jo Rasool Allah ne farmaya tha ke talwar ko tod dalna, ek hadith mein hai ke talwar ko tod dalo. To wahi waqt aa gaya hai. Meri dua hai ke Allah taala hum sab ko samajh de aur hum sahi rasta ikhtiyar kar ke us pe chalne lagayein.”
“yeh quran se socheye to kya likha hai quran mein? fadhakkar innama anta mudhakkir. lasta alaihim bimusaitir. illaa man tawalla wa kafara fayu'adhdhibuhullahu al-adhab al-akbar. innana ilayna iyabahum thumma inna alayna hisabahum”
“yeh shia ki baat hai, na sunni ki baat hai, na hindu ki baat hai, na muslim ki baat hai. asal baat yeh hai ke jis ko yeh ehsas ho ke quran Allah ka kalam hai aur woh hai li'l 'alamina nazeera. matloob hai yaani har har ek ko pahunchana to humein pahunchana hai, pahunchana hai, pahunchana hai aur dua karna hai.”