“kyun ke Quran mein hai 'kana haqqan 'alayna nusrul momineen' 'kana haqqan 'alayna nusrul momineen' yani hamare upar haq hai ke hum momineen ki madad kar ke unhein kamyab banayen.”
“Maulana, yeh aik comment hai Muhammad Amir Siddiqui sahib ka Noida se. He has quoted an example from Quran. It was not Musa who wanted to take away political power from Pharaoh.”
“Bas sochna chahiye ke Rasool Allah ne farmaya ke iyyakum wal-ghulu fid-deen fa innama halaka man kana min qawmin bil-ghulu fid-deen yani Hadees mein bataya gaya hai ke ghulu ma'ni extremism.”