“"laqad kana lakum fi rasool Allah uswa hasana" . uswa ka matlab hai model. to aik taraf to islam ki jo ideology hai, woh quran mein mafhoom mafhoom se hai, lekin isi ke sath sath islam ka aik practical model rasool Allah ki shakal mein maujood hai.”
“islam ghayeb hai. ab aap ghor kijiye ke criteria kya hai is ko janne ka. yeh jo farmaya ke woh jo hazrat abubakar ne aur hazrat imam malik ne jo farmaya tha ke is ummat ka baad ka hissa bhi isi tarah yaani is ki islaah hogi jis tarah pehle”
“kisi se aap ko sachai mile, hidayat mile to aap ko itraaf karna hi karna parega. aap ko acknowledge karna hoga. bila ma shukra linnasi lamma shukra llah”
“hadees mein aata hai ke qumma taqooloona qadhalika yu'alla 'alaykum yani jaise individual honge, wahi society hogi. jaise individual individual honge, waise government hogi.”
“warna is ka mind address nahi hoga. aur Quran mein kaha gaya hai ke qul lahum fi anfusihim qawlan balighan yani is tarah baat kaho ke logon ka mind address ho.”