“woh hadith yeh thi ke al aaimah min quraish yani political leader jo hai, woh quraish mein se hoga. al aaimah min quraish ka matlab hai political leader jo hai, woh quraish mein se hoga.”
“wahan par aap ko shaitan ko harana hai. yeh hai poori history mein yahan se wahan tak. Allah taala ne shuru mein keh diya tha ke baadakum li ba'din 'adu ke tum log ja kar ke zameen mein baso, tum doosron, tum aik doosre ke dushman ho gaye.”
“kyun ke hadith mein aata hai ke aadmi jaise marta hai to foran hi woh is duniya se cut jata hai. foran hi mara is duniya se, is ka amal toot jata hai yahan se.”
“history mein to waqea aisa hi hua hai. quran mein hai ke "yahasrunal bat ma ya'tim birusulihim la kanu yastadh'un" to satan ne kaha tha shuru mein khuda ko jab challenge diya tha usne "wa la tajad aktharahum shakirina" mein logon ko bhagaunga aur beshtar log jo hain woh bhag jayenge.”

“serious ho gaye aur unhone kaha k "yeh cheezain hain jis ko tum log chota samajhte ho, chota." hum na uzo min al-bu baqat fi ahd rasool Allah sallallahu alaihi wasallam.”