“Makkah se kuch faasle par yahan woh qurbani karta hai yeh qurbani kya hai to quran mein saaf saaf hai ke Allah taqwa ban ko ke tumhari qurbani ka jo gosht hai khoon hai woh Khuda ko nahi pohanchta hai woh jo taqwa hai woh pohanchta hai yani kis jazbe se tum ne qurbani ki ke spirit ko le kar ke tum yahan aaye”
“yani qurbani kar ke mamla khatam nahi hota woh to wohin shuru hota hai woh to woh to aaghaz hai jab aap janwar ki qurbani karte hain to wahan se aaghaz hota hai in salati wa nusuki wa mahyaya wa mamati lillahi rabbil alameen”
“aap ghar se nikle safar kiya aap ne to safar mein kiya hua aap ne tosim kiya apni ibarat pakri to yeh bataya gaya hai Quran majeed mein ke safar mein tum ibarat hasil karo naseehat hasil karo cheezon se ghor cheezon ko gehrai gehrai ke saath dekho is mein jo naseehaten chupi hui hain us ko daryaft kar ke us se asar lo apni zindagi mein shamil kar lo us ko”
“kiya hai aey logon aey mujh ko mannay walon aey mere followers in Allah basni kaft nasni mein sare alam ke liye Khuda ka paigham pohanchane ke liye bheja”