“to is ko samjhane ke liye maine kaha tha ke Allah taala ne insaan ko paida kiya to jannat mein rakha is ko. quran se sabit hai ke Adam aur Hawa ko paida kar ke jannat mein raha ke raho yahan, aaram karo yahan par.”
“isi liye hai yoman bil ghaib aaya quran majeed mein ghaib par iman lana. to ek hai zahir ko dekh kar ke zehan banna, ek hai ke soch kar, soch kar ke zehan banna.”