“pehli ayat jo quran ki hai is silsilay mein, woh yeh hai ke "ya ayyuhal ladheena amanu kutiba alaikumus siyam kama kutiba alal ladheena min qablikum la allakum tattaqun" .”
“isi hisse mein jahan roze ka zikr hai, wahan aik ayat yeh aati hai keh wa idha saalaka ibadi anni fa inni qareebun ujeebu dawat ad daai idha daani fal yastajeebu li wal yuminu bi la lahum yashhudun.”