“is ko hum, a, is mashhoor tabi al-zuhri ke is qaul se samajh sakte hain, is baat se samajh sakte hain ki unhon ne yeh kaha: "ma ubida allah bimithl al-fiqh" ki allah taala ki ibadat fiqh ke mithl nahi ki gayi.”
“is ki aur ahemiyat kya? Allah ke Rasul sallallahu alaihi wa sallam ki ek hadees hai: "man yuridillahu khairan yufaqqihhu fid deen" ke Allah ta'ala jis ke saath bhalai ka irada karta, us ko deen ki samajh ata karta, fiqh ata karta hai.”
“Allah ke Rasul sallallahu alaihi wa sallam ne ek martaba un ko dua di thi: "Allahumma faqqihhu fid deen wa allimhu taweel" aye Allah, tu is ko deen ki fiqh ata farma, samajh ata farma, aur tafsir ka ilm ata farma.”
“to quran mein jo chapter hai, surah hai ke apne maamlaat ko tum surah ke zariye se hal karo. to ab jaise halaat hon, ab pehle jo hai khilafat thi, is ke baad kaafi tareeqe se hukumatain huyin, lekin ab democracy ka daur hai.”
“to yeh hai, is ko qazi shuraih ne hazrat umar ke ek khat ko bayan likha hai ke hazrat umar ne bataya ke jo log bhi aise hote the, jo jin ko is tareeqe ke faisle karne padte the, to un ko khat likhte the ke jab tumhare paas koi maamla aaye to is ka faisla kitabullah ke mutabiq karo.”
“to yeh hain chaar sources ijma ke fiqh ke. quran ki ek aayat mujhe yaad aa rahi hai, is par jo allah taala ne batayi hai: "ya ayyuhallazina aamanu, atiullaaha wa atiur rasoola wa ulil amri minkum" ke aye iman walo!”
“Quran ki aayat hai: "Wa iza jaa-a amrun minal amni awil khawfi azaa'oo bihi wa law raddoohu ila ar-rasooli wa ila ulil amri minhum la'alimahul ladheena yastambitoonahu minhum wa law la fadlullahi alaykum wa rahmatuhu lattaba'tumush shaytaana illa qaleela" ke jab unke paas aman ka koi mamla, aman ke zamane ka koi mamla aata hai ya khauf ke zamane ke waqt ka koi mamla aata hai to woh dar jaate hain aur is ko phelaana shuru kar dete hain, jis se intishaar paida ho sakta hai.”