“Quran ki jo ayat hai ke وَمَا نَقَبُوا مِنْهُمْ إِلَّا يُؤْمِنُوا بِاللَّهِ الْعَزِيزِ الْحَمِيدِ Surah Buruj mein. yani yeh log aqeeday par saza dete thay.”
“islam ne khatam kiya is ko. aqeeday ke muamle mein kiya hai lakum deenukum wa liya deen tumhara aqeedah tum ko tumhare aqeeday ki azaadi hai mujh ko mere aqeeday ki azaadi hai.”
“qatfalna unhon ne kaha qatfalna woh to hum ne khatam kar diya. ab tum phir se naye naye issue le kar fitna barpa kar rahe ho. yeh bohat bari riwayat hai, yeh bukhari mein maujood hai.”
“daawa work yeh hai ke rasool Allah sal Allah alaihi wasallam ne jo inqilab barpa kiya tha, jo baad ko ajnabi ban gaya, is ka phir lotana. jaisa ke hadith mein aata hai ke muatta ki riwayat hai ke badal al islam ghareeban wa saood kama bada fa toobah lil gharaaba”
“toh ab jo daawa work hai, woh Rasool Allah Sal Allah Alaihi Wasallam ke daur ko zinda karne ka hum maana hai. main samajhta hoon ke jo hadees mein aata hai ke baad ke zamane mein ikhwaan-e-Rasool paida honge, is ka matlab yahi hai.”
“Yaani aur zyada Islam ko badnam kiya unhon ne. Jo kaam karna tha, woh to yeh karna tha. Hadees mein aata hai ke "An yakuna basiran bizamanih" yaani momin ko chahiye ke woh apne zamane se koi janne wala ho,”
“Mr Arshad Jamal ne nai dilli se likha hai: "There is a hadith that says none of you can be a Moment until I become more beloved than his parents and children." Maulana sahib, is ke bare mein bataein.”