“hadith mein aata hai ke rasool Allah ne farmaya ke "la nafs" yaani momin ko nahi chahiye ke khud apne aap ko musibat mein dale, apne ko zaleel kare, apne ko marwaye.”
“jitne bhi basic principles hain, wo poore ke poore islam quran mein mil jayenge aap ko. lekin jab sawal aata hai ke kaise practice kiya jaye, to rasool allah ne farmaya tha ke "sallu kama ra'aytani salli".”
“ma ja'alallahu min qalb in fi ju fi. to mein ne discover kiya ke "alhamdulillah rabbil alameen" kehna mumkin hai. is waqt tak mumkin nahi hai jab tak aap sari shikayaton ko bhula dein, sare ba'ison ko bhula dein,”
“Quran majeed mein hai ke "a'iddu ma-statum min qowwah". ya'ni apne dushman ke muqable mein taqat faraham karo. taqat lafz taqat wahan par hai, a'dad quwwah.”