“toh unhone dekha ke ab main bimar ho gaya hoon. toh unhone kaha ke mujhko agar main mar jaaun raaste mein, tab bhi mujhko jahan hum log ja rahe thay, wahan pahunchana.”
“yahan par mein ek baat yar dobara dohraun jo mein is se pehle kai bar kar chuka hoon ke bukhari mein ek riwayat hai ke in Allah la yuhid al din bi al rajul al fajir Allah is deen ko fajir ke zariye bhi support de ga,”
“har aadmi problem hi mein jeeta. laqad khalaqal insana fi kabad. insan ko paida kiya gaya hai problem mein. to you have to learn the art of living with problem.”