“kyunki woh dekhein, aage aata hai ke "ani aalamu ghayb al samawati wal ard". main ghayb ko janta hoon, yani future ko janta hoon. main future mein jo log paida hone wale hain, mujhe unka pata hai.”
“ek wahinsana hai. to iska unhon ne example set kiya. Habil ne aise hi dekhiye, Nuh paida hue baad ko Quran mein bataya gaya hai ke unki umar itni lambi hui ke "falab sa al-salah khamsin", yaani nau sau pachas saal tak, yaani ek hazar mein pachas saal kam.”
“Quran mein jo aaya hai ke Hazrat Nuh ne dua kiya ke is qaum halaak kar diya jaye. To dekhiye, yaad rakhiye, yeh paighambar ki dua nahi thi, yeh Allah ke faisle ka paighambar ki zuban se elaan tha. Woh yeh bahut badi fallacy hai logon ke andar, woh samajhte hain ke paighambar ne bad dua ki thi.”
“quran mein hai ke "اولئکمن النبیین وصدیقین وشہداءوصالحین وح سن اولئکرفیقہ", yaani jannat wale jo wohin, jannat ke ka jo society hogi, ismein kaun log honge?”
“to is ke liye, lehaza "fali aamal al aamilon", yaani yeh jo duniya banne wali hai, selected logon ki duniya, iske liye tamannayein karein log ke wahan hamein jagah mile, iske liye tamannayein karein.”
“aur iski peshangoi Quran mein maujood hai ke "sanurihim ayatina fil afaqi wa fi anfusihim hatta yatabayyana lahum annahul haqq", yani local shukr johay, afaq shukr ban jayega.”