“ek sawal kiya gaya to wahi mein ne shaitan wali baat batayi ke shaitan ne jo challenge kiya tha to usne yeh nahin yeh kaha ke yaani mein la tajida akthar shakireen,”
“Ashraf ul Makhlooqat da quran mein hai, na hadith mein hai. yeh toh awami zuban hai ke awam mein chala hua hai. Ashraf ul Makhlooqat quran mein hai: "waqad karramna bani Adam." dono faraq hain.”
“aap gaur kijiye ke hazrat aadam jo the, pehle insaan the aur paigambar bhi the. unki pehli nasl mein qabil ne habil ko maar dala. woh crime tha kya tha? woh”
“woh jo quran majeed mein hai qaaroon ke baray mein: "in ma ootiya ala ilm al hindi" . is ne fasaanaat mein sab log jeetay hain. qaaroon ke paas bohat daulat thi to us ne kaha ke yeh to mein apne ilm se mein ne daulat paai hai.”