“us ko Quran hadith mein ta'ahhud kaha gaya hai. ta'ahhud, ta'ahhud ke darje mein taluq darkaar hai. agar ta'ahhud na ho, matlab continuous taluq, musalsal taur par usi ko sochna.”
Sharh Muskil al-Athar by Al-Tahawi, Hadith no. 1301
“ibadat aur aadat mein kya farq hai? is ki wazahat karen. to main ne hadith suna di aap ko ke hadith mein aata hai ke aadmi ibadat karta hai, ibadat karta hai, ibadat karta hai.”
“yani apne ko jannati insan banane ka hai. Yeh saada mamla nahi hai. To jannat ke bare mein hadith mein aata hai ke bahut hi badi qeemat dekar milegi.”