“un sab ko wapas le aye ga aur phir bhaiyon se to alag ho gaye aur bole ya asfa ala yusuf haye yusuf bohat hi takleef mein aur gham ke andaz mein kaha ke ya asfa ala yusuf haye yusuf aur quran mein aata hai wa bidat ainahu min al huzn ke un ki aankhein safed ho gayeen yani he incidence yaqoob alehالسلام wept so much that he went blind”
“doctor sahib aske baad kya hua iske bare mein bataein. haan jaisa aapne kaha ke woh bohat hi pur umeed thay apni mayoos nahi hue aur beton se kaha ke jao misr dobara aur ja ke yusuf ko aur uske bhai ko talash karo aur Allah se na umeed na ho bole ke la tasm Allah ke Allah se kabhi bhi na umeed na ho dona t dispeir of”
“to yaqoob to yusuf alehالسلامne yaad dilaya apne walid ko yaqoob alehالسلامko ke yeh wahi khwab jo mujhe allah ta'ala ne dikhaya tha bachpan mein ab woh jaake poora hua qad ja'ala rabbi haqqa ke yeh khwab ab sach ho gaya to yeh jo ismein aaya ke sare bhai sajda sajde mein gir gaye to khwab mein tha ke ahada 'ashara kawkaba ke gyarah sitare aur suraj aur chand sab sajda kar rahe hain”