“jaise ke quran mein hai ke wa'abadur rehman allazina yamshuna alal ardi huna wa'abadur rehman allazina yamshuna alal ardi huna yani khuda ke bande woh hain jo zameen par chalte hain.”
“ji is liye ke hadith mein aata hai dekhen ke in allah yaqbal ut tauba ma la yaghraghar khuda aakhir waqt tak aadmi ko maaf karta rehta hai to sab chance hi chance hai sab mauqa hi mauqa hai”
“symbolic sense mein aisa kuch nahi ke wahi qabar mein jahan aadmi hai wahin par do farishte aaye wahin lage sawal karne utha kar ke us ko ye symbolic ye symbolic sense mein hai quran mein aisa kuch nahi hai quran mein aisa nahi hai ye mein is liye aisa manta hoon ke hadith mein doosri hadith bhi hai mamma faqat qamat qamat aadmi mara to qamat hogi shuru ye bhi hai sath sath to wo sari cheezen symbolic sense mein hain”