“pachas bar. to unhon ne kaha ke main ne dekha hai quran mein bhi hamaray guru ji ka zikr hai. main ne kaha haan bhai, to aik ayat hai fas'al bi khabiran to yeh word khabir wahan mil gaya un ko.”
“to yahan bhi dekhiye, aap unhone lazim ko mutaddi kar diya hai. aise hi dekhiye, ek aayat hai quran majeed mein ya ayyuhal lazeena amanu konoo qawwameena bil qist”
“to khud hi khud nikal kar kuch bhi nikalte rahiye aap. jaisay dekhiye, Allah taala ne jab rasool Allah ko peghambar banaya to shuru mein jo ayat utri aap ke upar, us mein tha ya aiyha al muddathir qum fa anzir”
“Quran majeed ki ek ayat hai ke waad Allah allazina aamanu bil salat yani Allah ne wada kiya hai ke agar tum imaan aur risalat ka saboot do ge to tum ko zameen mein khalifa bana de ga.”
“Sabqat Allah wa man aslam Allah se yaani Allah ke rang mein apne aap ko rangayen. Koi political contribution is ka hai hi nahin. Bilkul Shaitan ka muamla yeh hai ke Shaitan jo hai aap ko chalata hai hiras ki line par, nafrat ki line par, tashaddud ki line par chalata hai.”
“ek aayat hai ke man qatala nafsan bighair nafsin fasadin fa ka'annama qatala nasin jamee'an. is ka matlab yeh hai ke agar koi aadmi ek innocent ko maare to us ne saare insanon ko maar dala.”
“baqi jahan tak takfeer ki baat hai to ulama ka is par ittifaq ho chuka hai ke la kufr ala al qibla. yani jo qibla ka rukh kar ke namaz parhay, us ki aap takfeer nahi kar sakte.”