“aap ghor kijiye ke allah taala ne, allah taala ne rasool allah sal allaho alaihe wasallam ne farmaya hai ke aakhri zamanay mein khuda ka kalma ghar ghar mein dakhil ho jaye ga.”
“ab dekhein, tazkiya jo hai, itna zabardast ahmiyat Quran majeed mein hai. is ki qad aflaha man zakahu wa qad khaba man dassaha. Quran ki yeh ayat hai,”
“to hadith mein aata hai ke Islam yahdimu ma qabla, yaani Allah taala ki yeh bohat bari rehmat hai, bohat bari rehmat hai ke agar koi shakhs first chance ko khoye aur us ke paas sach much us ke andar repentance aa jaye,”
“Maulana sahib, is there any hadith of Prophet Muhammad where he said to have said that the value of jihad is so much that a momin would want to be born again, even hundred times to do it and become shaheed hundred times in the battlefield?”
“aap koi bhi quran le lijiye jo aap ke paas ho, translation is compare kar ke dekh lijiye. aap jaise ek misaal mein doonga aap ko ke wajahidhum bi jahada kabira aur un se jihad karo quran ke zariye.”
“dekhein, deeni duniyavi ki taqseem bhi galat hai. main us ko sahi nahi manta. utlo al ilm walaw kan bi sin jo hadith hai, yeh koi yeh qawi hadith nahi hai,”
“nahi hai. Hadees mein likha aata hai ke teen zamane jo hain, un ko kaha jaata hai qurun mashhood laha bil khair. Qurun mashhood laha bil khair yani teen zamane woh hain jo model hain:”