“to yaani yahan mein yeh kehna chahunga ke Quran ki ek aur ayat yaad dilana chahta hoon mein ke Quran mein ek ayat hai ke "sanureehim ayatina filafaq fi anfusihim hatta atbain alhaqq" ke hum dikhayen ke logon ko apni nishaniyan”
“to Allah taala ne ek scientific community wajood mein layi. Allah taala scientific community, jo ke Bukhari mein ek riwayat hai ke "innallaha yuzirr al-fajir" ke Allah fajir insan ke zariye bhi madad karega.”
“quran mein itna zyada tadabbur ke liye kaha gaya hai, sochne ke liye kaha gaya hai: "kainat par ghaur karo" toh kya woh ilm nahi hai? woh yaani quran mein bhara hua hai, aisi ayat bhari hui hain jis mein ke "zameen aasman par ghaur karo" toh woh wohi toh ilm hai, aur kya ilm hai?”
“wo log yeh daleel dete hain ke Nabi اکرم صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya ke Allah is baat ko pasand karta hai ke woh apne bando par un nematon ka asar dekhe jo us ne apne bando par kiya hai." Maulana sahab, maadi saaz o saman ke mutaliq is qism ki daleel dena kis had tak sahi hai?”
“unhon ne likha hai: "aap ne farmaya ke yahoodi isai hamare dost hain, lekin quran mein kaha gaya hai ke tum yahood ko iman walon ka shadeed dushman pao ge.”
“kis ne yeh yeh scooter banaya? kis ne yeh car banai? kis ne woh ghari banai jo aap pehne hue hain? to main aap se bohat hi sakht aik hadith sunana chahta hoon: "man lam yashkur an-nas lam yashkur Allah".”