“zlik al kitb la rab fi ehd lil mutaqin allazinaimn bil ghaib is ko padhte hain aap to zlik al kitb la rab fi eh yeh kitab hai jis mein koi shakk nahi hai.”
“jab aap malaika ka lafz bolenge to aap sochenge charon taraf malaika ka control hai. Hadees mein aata hai ke zameen ke chappe chappe malaika maujood hain.”
“abuse na karo in ko. abusive language istemal na karo. la tasubbu alladhina yaduna min dunillahi fa-yasubbu allahu adwan bighayri 'ilmin kyunke is se kya hoga?”
“yeh hai allazeena fi salati khashi'oon yani jin ki namazon mein yeh sab kaifiyat paida hoti hain, jin ki namazein un ke liye is qism ki shakhsiyat banane ka zariya hain.”
“to aise logon ke bare mein Hazrat Aisha ne kaha tha ke awlaika qara'oo bola kya karo? Unhone Quran ko padha magar unhone nahin padha kyunke Quran se mila nahin un ko kuch.”