“unhon ne socha ke jab shaitan ne bhagaya to bhagaya, lekin main bhaga kyun? main ne us ke bhagane ka asar kyun le liya? to ghalati meri ho gayi. to unhon ne kaha agar banadrum na anfusana”
“to is lehaz se aap ghor karein ge to surah baqarah ki ayat hi ghaliban do ayatein hain. ji ji ji, aakhri do ayatein jo hain, bohat hi important hain aur bohat is se inspiration milta hai.”