“misaal ke taur par dekhiye, quran mein hai ke sakhara laka ma fis samawati wal arz. zameen o aasman, sab cheezon ko humne tumhare liye musakhkhar kar diya hai.”
“"wa laqad karramna bani Adam" ek muqarram makhlooq ke taur par Allah ne paida kiya insaan ko aur saari kainat ko is tarah par banaya ke insaan ke liye favorable ho, insaan ke liye favorable ho”
Al-Aql wa Fadluh by Ibn Abi al-Duniya, Hadith no. 14
“hadees mein aata hai ke Allah Ta'ala ne sab se bari cheez jo paida ki, woh aqal hai jis ke andar power of thinking hai. To aqal ke zariye se tazkiya karna yaani mind based tazkiya, yeh tha Islam ka tasawwur.”
“yani Tazkiyah woh hai, Tazkiyah woh hai, wahi raasta hai jannat tak pahunchne ka. To kya hai? Insaan duniya mein rehta hai to bahut zyada isko saabit padta hai nafs ki baat se, shaitan se, samaaj se, har cheez se.”