“mein hai aur dua kar raha hai. gadgad kar, gadgad kar dua kar raha hai. museebat ke waqt jo aadmi pukarta hai aur bohat hi us ke pukar mein bohat zyada yani dard hota hai, to is tarah se woh pukar raha tha Allah taala ko, dua kar raha tha. to hadees mein hai ke Allah taala ne Jibrael se kaha ke aye Jibrael, us ke museebat ko door karne mein der karo.”