“yani Quran ke lehaz se aap dekhen, Rasool Allah ne jo main ne khwab bataya aap ko, Rasool Allah ka, to aap ne kaha tha ke qayamat ab itni qareeb aa chuki hai jaise meri do ungliyan, do ungliyan itni qareeb aa chuki hain.”
“woh kafi char panch safhon ka article hai. Is ke aakhri ka do paragraph mein aap ke samnay parh ke sunana chahunga, jis mein Maulana likhtay hain: "Paighambar-e-Islam ne saatvi sadi Esvi mein kaha tha ke meray aur Qayamat ke darmiyan sirf itna faasla hai jitna faasla insaan ki do ungliyon ke darmiyan hai."”