Maulana Wahiduddin Khan
All references

Al-Mabsoot by Al-Sarkhasi

1 citations across 1 lecture
Download
Al-Mabsoot by Al-Sarkhasi, Vol. 30, p. 292
“ala ne farmaya ke tum ko ilm qaleel diya gaya hai, is liye tum rooh ke maslay ko samajh nahi sakte. to yahan par goya isi par hum bas karein. isi ko ek aalim ne kaha hai ke "abham ma abham Allah". is moamlay ki wazahat karte hue ek aalim ne kaha ke "abham ma abham Allah" yani jis baat ko Khuda ne mubham rakha hai, tum bhi us ko mubham rakho. m”