“quran ka jo hissa utarta tha, us ko ja kar parh kar sunana. kitaab mein ata hai ke "alayhim al islam wa tal'a alayhim al quran" yani islam ko pesh karne ka jo tareeqa tha is zamane mein, woh kya tha?”
“in tureedu mulkan mallakna qaalayna yeh offer diya in logon ne aap ko ke in tureedu mulkan mallakna qaalayna ke agar aap chahte ho badshah banna to hum aap ko badshah maan lete hain.”