“unhon ne likha hai ke hadith mein aaya hai ke tum mein se koi shakhs us waqt tak momin nahi ho sakta jab tak ke woh sab se zyada aap se mohabbat na kare.”
“is sawal hai mister abdul basit se doha, qatar. maulana hadith mein hai ke woh momin nahi ho sakta jab tak ke main iske nazdeek, iske maa baap, iske aulad aur sare logon se zyada mehboob nahi ban jaon.”