“maulana ye sawal dilli se hai maulana zikwan nadvi ka unhon ne likha hai musnad ahmad ki ek riwayat mein bataya gaya hai ke sab se pehle islam ki jo kadi toote gi wo hai hukm aur salat is riwayat mein hukm aur salat ka matlab kya hai is ke bare mein batayen”