“Shaitan yahi chahta hai ke woh kisi tareeqe se insaan ko is afzal ibadat se hata de. ek bohat hi pyari riwayat hai jo main share karna chahta hoon, jo Muaz bin Jabal ke hawalay se hai ke unhone ek martaba farmaya ke Rasool Allah ne un ka haath pakda aur kaha ke aye Muaz, main tum se mohabbat karta hoon.”