“woh Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tha keh meri baatein jisne nahi suni hain, usko pahuncha do. to yeh aakhri khutbe mein farmaya tha. to tamam sahaba wohi, woh idhar udhar chale gaye thay logon ko, ah, Khuda ka paigham pahunchane ke liye.”