“bas saamne se guzar gaya. to jab woh chala gaya to prophet ne kaha, peghambar sahib ne kaha ke yeh aadmi jannati hai. yeh jo aadmi saamne se guzra hai, aap bataiye ke woh aadmi prophet rasool Allah ke paas aa ke is ne salam bhi nahi kiya, aap ka darshan bhi nahi kiya, aap ki ziyarat bhi nahi ki, aap ke paas baitha bhi nahi.”